aaj kal is pollution bhare environment me jina dushvar ho chuka hai. agar aap jina chahte hain to aapko nature ko bhi bachana hoga warna aap bhi zinda nahi rahenge. is diwali par bilkul bhi patakhe na jalaein. say no to polution.